Friday, February 4, 2022

Vakt

 Jo badalta he , jo nikalta he 

  jo bhagta he , Jo chlata he

Jise rokna chahte he 

Jise pakdna chahte he 

Jo thamta nahi , jo jamta nahi 

Ye jo abhi he vo jo abhi tha 

Isi vakta me bataunga ki yahi vakt he haa ye vakt hi he .......



Monday, February 4, 2019

sadhana .....! papa ki dairy se ...............

सम्बन्ध सम्बद्ध है भौतिकता से , 

निरापद !
धर्म, गौण , निराश्रित :
विश्वास , विरलिप्त पलायनवादी 
परिजन , परिवार आच्छादित विकृति से 
मेरा 'मैं ' विलग होकर इनसे 
इनके सुकृत जीवन की कामना में ,
मौन समाधिस्थ हूँ ,
मत छेड़ो मुझे ,
मैं निद्रा में नही 
साधना में लींन  हूँ || 


परदेसी 

Friday, February 1, 2019

बात कुछ यू हे कि वो खामोश लगी मुझे , फिर कानो में कुछ घुला तो पता चला उसकी तो आँखें भी बोलती हैं |

Saturday, May 14, 2011

hello friends........
      now i have shifted at indore......on 29th april 2011....
 this month is my last month of mahjaraja college ujjain.....................

Friday, April 15, 2011

AATANKVAAD

D;k vkradokn [kRe gks ldrk gS \

       ;g leL;k ;k ;w¡ dgsa fd ;g dVq lR; ^vkradokn* D;k Hkkjr&ikfdLrku ds ;q) ls usLrsukcqr fd;k tk ldrk gS ;k fQj dksbZ le>kSrk ,Dlizsl ;k ‘kkafrokrkZ ls ckr cu ldrh gS A bu lcds vkxs ljdkjksa dks ;g lkspuk pkfg, fd vkradokn dk ewy dkj.k D;k gS \ D;ksa csotg ;s yksx csxqukg yksxksa dh ftanxh dk fpjkx csoDr gh cq>k tkrs gSa A ;q) rks igys Hkh gq, gSa] ysfdu D;k muds ifj.kke nksuksa ns’kksa ds chp dk Qklyk de dj ik, & ugha A cfYd jk”Vªh; laink vkSj vke ukxfjd dks {kfr vkSj vf/kd igqaph gS A ;fn ;q) gks rks fQj ,slk gks fd Hkkjr iw.kZ :i ls iM+kslh ns’k ds Åij fot; irkdk Qgjkdj ikfdLrku dks iqu% fgUnqLrku esa ‘kkfey dj ys A
       iM+kslh ns’k iwjk gh vkradokn dks c<+kok ns jgk gS] ;g dnkfi lR; ugha gks ldrk] ysfdu mudh ljdkj ,sls fo/oaldkfj;ksa dks iukg nsrh gS] izf’k{k.k nsrh gS rks ;g ljklj varjk”Vªh; ifj{ks= esa vijk/k dh Js.kh esa vkrk gS A vc pkgs ;q) djuk iM+s ;k dqN vksj] ij bl vkradokn dks tM+ ls m[kkM+ Qsaduk gS A

&izs”kd
lfpu oekZ
mTtSu ¼e-iz-½
9752810641

Monday, April 11, 2011

(Jantar mantar me chala anna ka jadu)

Sabse pahle to main shri anna hajare ko bahut bahut sadhuvad dena chahta hu ki unhone apne is andolan ke jariye deshbhar ki soyi hui janta jo sirf apni hi sampannata ki khoj ke sunahare swapna me khoyi hui thi ko ek gambheer chitann me duba kar utha diya.
Bhrashtachar ek esa shabd he jo kahi na kahi kisi na kisi roop me har shakhsa ke bheetar chhupa rahata he evam yada kada sukhshma ya vrahad roop me hone wale labh ke liye lalach ke kalewar me bahar aahi jata he.Kathit sarkaoro ke takreeban tamam pratinidhi vyapak roop se bharat varsh me vyapta bhrshtachar ke liye mukhya roop se doshi he, kintu jaisa ki sarv vidit he ki, CHOR VAHI KAHLATA HE JO PAKDA JATA HE.
Lokpal vidheyak kanoon banana ke bad satta vyavastha puri tarah se imandar to nahi ho payegi lekin ab kanoon ke chalte niyantran lagaya ja sakta he basharte yeh vidheyak doshiyaon ko sajaa dila paye to.
Rishwat aur kali kamai ko rokne ke liye har vyakti ko apnea apse hi shuruvat karni hogi.Yaha rishwat lene wala bhi aam admi hota he aur rishwat dene wala bhi aam.yahi chhiti si avaidhanik amdani jise ham rishwat kahte he, ek din bhrashtachar roopi dawanal bankar hamare samne khadi ho jati he.
Shri anna ji ke andolan ko main naman karta hu aur har khaso aam se yah apeel karna chahta hu ki ab jo yah kadam bhrashatachar ko khatma karne ke liye uth gaya he use jameen par padhane nahi dena he……..
Sabse adhik vyathit ek aam nagrik hi iski shakhaon me ulajhata he aur ab har vyakti ko in shakhaon se nikalne ke liye ek andolan , ek dharne ki avashyakta he , aap pahal kijiye fir dekhiye aapke saath aapke paas kitne samarthak aapka saya bankar khade ho jate he…..
Main chahta hu jo andolan shri anna hajare ne jantar mantar me kar poore desh ko hila kar rakh diya , vesa hi andolan is bhrashtachar ke khilaf har gali,har mohalle,har gaanv ,har nagar me karna hoga tabhi purna roop se is rishvat khori ko ham jad se mita payenge…….

Tuesday, April 5, 2011

ye mere hi baat he................abhi abhi hi utara he panne pe khayal ko....

tu mere pyar ko dekh,
tu mere khauf ko dekh ,
me jo bhi karta hoon , hadon ke paar karta hoon..
tu mere jazbe ko dekh,
tu mere mansoobe ko dekh,
me jo bhi sochata hoon , hadon ke paar sochata hoon,
tu meri chaal ko dekh ,
tu meri gati ko dekh,
me jab bhi badhata hoon, hadon ke paar badhata hoon..,,.,.,.,.,.,